Threads of time...
Friday, September 14, 2007
Ek Sabz Pari si woh...
Chand ka palluu lapetey woh
aayi yun dhere se dharti par
jyuon girti hoi koi pankhuri
foolon bhari ithlati daali se
gulshan ki bahaar jaisi
mehkti balkhati woh
nikal jaati hai jiss rah
madak madhoshi ki lehar
bikhraati muskuraati ithlati
kissi aasmaan ki pari ki manik
har jagah khushiayan failati
aayi woh chand ka pallu lapetey !!
aayi yun dhere se dharti par
jyuon girti hoi koi pankhuri
foolon bhari ithlati daali se
gulshan ki bahaar jaisi
mehkti balkhati woh
nikal jaati hai jiss rah
madak madhoshi ki lehar
bikhraati muskuraati ithlati
kissi aasmaan ki pari ki manik
har jagah khushiayan failati
aayi woh chand ka pallu lapetey !!
Labels: Chand utra hai dharti par
posted by Nomade at 11:49 AM
0 Comments:
Post a Comment
<< Home