Threads of time...
Thursday, October 11, 2007
Ansoo jo ban gaye Moti..
Abhi to inn sabz ankhon mein khoye hain
raat bhar jaage they bas abhi soye hain
na puchiye sehar hone tak kitna roye hain
unginat moti se ansoo jindagi ki mala mein piroye hain
sapnon ki dheron badal apne kandhon pe dhoye hain
na samjhein bojh jindagi yeh to gulabon ke phohe hain
bina dharti mein pasina gire bhi khet kissine boye hain
arey na samjhein inhe dukh ke aansoo
yeh to khushiyon ne piroye hain !!!

Labels: Ansoo...
posted by Nomade at 10:06 AM
0 Comments:
Post a Comment
<< Home